New ad

Sunday, 17 November 2013

Aik baar zubeeda apa punjabi aur pathan jarahay they

Aik baar zubeeda apa punjabi aur pathan jarahay they

Key rastay mein achanak aik bhoot aya wo bhola

ke agar tm log samandar me kuch aisa penko ke wo main

dhoond na sakoo to main tum logo ko zinda chor dunga

agar nahi to mardalo ga Panjabi ne apna watch pehenka

bhoot dhoond kar le aya aur usay mar dia

pathan ne apni chadar bhoot ne dhonda aur usay bee

mardala
.
.
.
.
.
.
.
.
Zubeeda apa ne desprin penki wo pani mein hul ho gae aur bhoot

usay dhoond nahi paya aur usay zinda chor dia

No comments:

Post a Comment